Sub Theme:- Eco Friendly Material
Teacher:- ajay kumar
School:- ums sathopur, sathopur, deepnagar biharsharif, Nalanda, Bihar
Details:- Varsha jal ka sanrakshan bahut hi jaruri hai kyonki visheshagyon ne chetawni di hai ki san 2050 ke aas- pass bharat ke lagbhag aadhe aabadi ko gambhir jal sankat ka samana karna pad sakta hai sanyukt rashtra paryawaran ke anusar 2050 tak pure vishwa ke lagbhag do arab ki jansankhya ko jal sankat ka samna karna pad sakta hai aaj 40 pratishat jansankhya ka prtinidhitwa karne wale vishwa ke 80 desh pani ki gambhir samsya ki chapet me hai jo ek bhyanak trashdi hai janhan tak varsha jal sanrakshan ki